Jeevan Mai Kamyaab Hone Ke Liye
Jeevan me kamyab hone ke liye 3 factory lagao!!!!
1) Dimag me Ice factory.
2) Zuban par Sugar factory.
3) Dil me Love factory.
Phir life hogi satisfactory. .
Ek din Sagar ne Nadi se pucha:
Kab tak milati rahogi mujhe mithe pani se ???
Nadi ne haskar kaha :
Jab tak tujh me mithas na aa jaye tab tak !!!
Thats "RELATIONSHIP" .
1 tree makes 1 Lakh matchsticks.
But 1 matchstick can burn 1 Lakh trees.
Similarly 1 negative thought or doubt can burn thousands of dreams....
Be Positive Always !!!
Chehre ki hasi se har gam chupao,
Bahut kuch bolo par kuch na batao...
Khud na rutho kabhi, par sabko manao
Ye Raz hai Zindagi ka, Bas Jite chale jao
Wah Prabhu kya teri leela hai :
Chuha Billi se darta hai,
Billi Kutte se darti hai,
Kutta Aadmi se darta hai,
Aadmi Biwi se darta hai,
Biwi Chuhhe se darti hai.
And finally, with thanks to all my email /message sending friends
Ek Dost ne Mujh se pucha,
Tum sabko email / message bhejhti ho - tumhe kya milta hai ?
Maine hass kar kaha, Dena Lena to Vyaapar hai,
Jo dekar kuch na mange, Wo hi to PYAR hai.

No comments:
Post a Comment